Din guzar gaya hai intezaar mai
Raat guzar gayi intezaar mai
Naya saal mubark ho aap ko
2007 Beet gaya aapke sms k intezar mai
Aai aai diwali aai,
Saath me kitni khushiyan layi,
Dhoom machao, mauz manao,
Aap sabhi ko diwali ki badhai.
Happy Diwali.
Gul ko gulshan mubarak,
Chaand ko chandani mubarak,
Shayar ko shayri mubarak,
Aur hamari taraf se aap ko New Year mubarak.
Deepak ka prakash har pal aapke jivan me ek nayi roshni de,
Bas yehi shubhkamna hai hamari aapke liye diwali ke is paawan avsar par,
!! Happy diwali !!
Na zuban se,
Na nigahon se,
Na dimag se,
Na rango se,
Na greeting se,
Na gift se,
Aapko “Happy Holi” direct dil se
Aayi hai diwali dekho
Sang layi khushiya dekho..
Yehan wahan jahan dekho
Aaj deep jagmagate dekho
*Happy Diwali*
Laxmi ka haath ho sarswati ka saath ho ganesh ka nivas ho …
Aur laxmi ke ashirwad se…
Apake jivan main prakash hi prakash ho
“Happy new year”
Depawali ke subh apsar per
Mere sab des basiyo ko subh kamnaye.
Ish tihar per apko hazaro khusi hasil ho
Asatya per hamesha satya ki jeet ho
Chahe aap kahin bhi rahe
Hamesha apno ka sath ho.
Aa gale lag ja mere yaar
Dedo jadu ki chappi do, char
Aise hi kat jaye zindagi without any risk
Is umeed ke sath wish you a
Very happy new year
Deep Jalte jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe… Happy Diwali
Deep Jalte jagmagate rahe,
Hum aapko Aap hame yaad aate rahe,
Jab tak zindagi hai, dua hai hamari
‘Aap Chand ki tarah Zagmagate rahe…’ Happy Diwali.
Na dimag se
Na zuban se
Na paigam se
Na message se
Na gift se
Appko happy diwali
Direct direct dil se